Skip to content

Kya Mil Gaya Kya

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kya mil gaya haye kya kho gaya Mujhe mere balam ye kya ho gaya Hum kho gaye aji tum kho gye Mohabbat ki raho me dil kho gaya Kya mil gaya haye kya kho gaya Mujhe mere balam ye kya ho gaya Hum kho gaye aji tum kho gye Mohabbat ki raho me dil kho gaya Ye khusiyo ke pyale chalkte chalenge Hawao ke aanchal mahkate chalenge Naye raste khud bakhud khul chalenge Jidhar se bhi hum tum bahkte chalenge Hum tum bahkte chalenge Kya mil gaya haye kya kho gaya Mujhe mere balam ye kya ho gaya Hum kho gaye aji tum kho gye Mohabbat ki raho me dil kho gaya Jaha se safar ye suru ho raha hai Naye ek jamane ki wo ibtia hai Kahi tum kabhi tum bhula to na doge Dhadkata hua dil mera puchta hai Dil mera puchta hai Hum kho gaye aji tum kho gye Mohabbat ki raho me dil kho gaya Kya mil gaya haye kya kho gaya Mujhe mere balam ye kya ho gaya Har ek bat atito me dhalne lagi hai Har ek arzu phir machalne lagi hai Tum apni in ankho ka jadu to dekho Ke dunia hi meri badlane lagi hai Ho badlne lagi hai Kya mil gaya haye kya kho gaya Mujhe mere balam ye kya ho gaya Hum kho gaye aji tum kho gye Mohabbat ki raho me dil kho gaya.