Chahe Raho Door Chahe Raho Paas
Kishore Kumar,LataMangeshkar
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Chaahe raho dur chaahe raho paas
Sun lo magar ek baat
Ek door se bandhogi sanam kisi din hamaare saath
Chaahe raho dur chaahe raho paas
Sun lo magar ek baat
Tum is gali to main us gali ke aaun kabhi na haath
Chaahe raho dur chaahe raho paas
Mere peeche-peeche chale to ho babu
Par zaraa tirchhi he chaal
Ashiq bananaa jaao kahin siikho
Tum abhi do-chaar saal
Chahat ke qaabil ban jaao phir main karuungi
Phir main karuungi baat
Chaahe raho dur chaahe raho paas
Sun lo magar ek baat
Tum is gali to main us gali ke aaun kabhi na haath
Chaahe raho dur chaahe raho paas
O meri chanchal pawan basanti
Karo nahin yun beqaraar
In banhon main aana he tumko
Akhir jaan-e-bahaar
Dil thame aaogi phir main poochunga tumse
Poochunga tumse baat
Chaahe raho dur chaahe raho paas
Sun lo magar ek baat
Ek door se bandhogi sanam kisi din hamaare saath
Chaahe raho dur chaahe raho paas
Sun lo magar ek baat
Tum is gali to main us gali ke aaun kabhi na haath
Chaahe raho dur chaahe raho paas