Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Taaley
Abhay Jodhpurkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bindiya teri main rakh doon tarazu pe
Dooji ore saare, saare
Saare taare rakh doon chahe
Bindiya teri yoon jhilmil karegi
Taaron ko bhi sharam-varam
Qasam, qasam se, aa jaaye
Mujhse maange jugnu bhi tera pata re
Tujhko taakein aise mud-mud ke
Lagwa loon main dil pe taaley, taaley
Tujhko chhipa ke yahaan
Sabse, sabse, sabse, meri jaan re
Lagwa loon main dil pe taaley, taaley
Tujhko chhipa ke yahaan
Sabse, sabse, sabse, meri jaan re
Rehna meri tu, haaye
Bole hain mujhe teri yeh baaliyaan
Chalne ko tere peechhe-aage, haaye
Chhoo lein jo tujhe meri hatheliyaan
Khud pe hain bada itraayein
Mujhse maange jugnu bhi tera pata re
Tujhko taakein aise mud-mud ke
Lagwa loon main dil pe taaley, taaley
Tujhko chhipa ke yahaan
Sabse, sabse, sabse, meri jaan re
Lagwa loon main dil pe taaley, taaley
Tujhko chhipa ke yahaan
Sabse, sabse, sabse, meri jaan re
Rehna meri tu, haaye
Likh doon main...
Likh doon main chitthiyaan uss chaand ko
Dil apna na yoon jalaaye
Jis din se dekha hai tum ko uss chaand ne
Chup sa hai bechaara woh