Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Chaltay Rahay
Roxen
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hum Chaltay Rahay Lamhay Guzartay Rahay
Dil Jalta Raha Saansein Bhujtee Gayeen
Yaadein Raakh ho Gayeen Ye Khaak Ho Gayeen
Kuch bhi Na Raha
Ye Baatein Khwaab ho Gayeen Saraab Ho Gayeen
Mai Keh na saka
Hum Bikhray Rahay Kuch bhi na keh sakay
Door tum say huay Khwaboon mai kho gaye
Sapnay toot gaye apnay rooth gaye
kuch bhi na raha
Yeh haath choot gaye saath toot gaye
main keh na saka
Yaadein Raakh ho Gayeen Ye Khaak Ho Gayeen
Kuch bhi Na Raha
Ye Baatein Khwaab ho Gayeen Saraab Ho Gayeen
Mai Keh na saka.
Yaadein Raakh ho Gayeen Ye Khaak Ho Gayeen
Kuch bhi Na Raha
Ye Baatein Khwaab ho Gayeen Saraab Ho Gayeen
Mai Keh na saka.