Skip to content

Tu Mere Saath Na Chal

Ustad Ahmed Hussain,Ustad Mohammed Hussain
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Tu mere saath na chal Aye meri roohe ghazal Tu mere saath na chal Aye meri roohe ghazal Log badnaam na kardeto Iraado ko badal Tu mere saath na chal Aye meri roohe ghazal Maine maana ke bahot Pyaar kiya hain tune Saath hi jeene ka Ikaraar kiya hain tune Maanle baat meri dekha Tu iss raah na chal Tu mere saath na chal Aye meri roohe ghazal Log badnaam na kardeto Iraado ko badal Tu mere saath na chal Aye meri roohe ghazal Saath dekhenge to Phir log kahege kya kya Sochale sochale ilzaam Dhar de kyaa kyaa Aye meri parda nashi Dekhna parde se nikal Tu mere saath na chal Aye meri roohe ghazal Log badnaam na kardeto Iraado ko badal Tu mere saath na chal Aye meri roohe ghazal Apni ulfat pe kabhi aanch Na aa jaaye kahin Teri rushwaai ho ye baat Gawara hi nahi Dekhna naadan na ban Hosh mein aa yun na machal Tu mere saath na chal Aye meri roohe ghazal Log badnaam na kardeto Iraado ko badal Tu mere saath na chal