Skip to content

Jahan Ho Pyaar Ka Mausam

02 Jahan Ho Pyaar Ka Mausam
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam Jahan Meethi Ho Sab Logon Ki Zubaan Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam Jahan Meethi Ho Sab Logon Ki Zubaan Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam Jahan Meethi Ho Sab Logon Ki Zubaan Haan Mujhe Aise Nagar Hai Jaana Main Aisa Nagar Dhoondh Loongi Kahin Na Kahin Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam Jahan Meethi Ho Sab Logon Ki Zubaan Haan Mujhe Aise Nagar Hai Jaana Main Aisa Nagar Dhoondh Loongi Kahin Na Kahin Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam Baaton Mein Hon Ghul Gayeen, Saare Geeton Ki Jaise Narmiyaan Aankhon Mein Ho Yoon Khushi, Moti Bhari Hon Jaise Seepiyaan Jahan Goonje Prem Shehnaai, Jahan Zindagi Le Angdaai Jahan Har Ghadi Khushi Ki Ho Daastaan Jahan Goonje Prem Shehnaai, Jahan Zindagi Le Angdaai Jahan Har Ghadi Khushi Ki Ho Daastaan Haan Mujhe Aise Nagar Hai Jaana Main Aisa Nagar Dhoondh Loongi Kahin Na Kahin Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam Aisa Ho Nagar Jahan, Chimney Ka Dhuaan Phaila Na Ho Raahon Mein Hawaaon Ka, Aanchal Zara Bhi Maila Na Ho Jahan Thande Thande Hon Saaye, Jahan Haule Haule Neend Aaye Jahan Khwaab Khwaab Lagta Ho Har Sama Jahan Thande Thande Hon Saaye, Jahan Haule Haule Neend Aaye Jahan Khwaab Khwaab Lagta Ho Har Sama Haan Mujhe Aise Nagar Hai Jaana Main Aisa Nagar Dhoondh Loongi Kahin Na Kahin Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam Jahan Meethi Ho Sab Logon Ki Zubaan Haan Mujhe Aise Nagar Hai Jaana Main Aisa Nagar Dhoondh Loongi Kahin Na Kahin Jahan Ho Pyar Ka Mausam, Jahan Sab Dilon Ka Ho Sangam