Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aap Nazar Aaye
Anurag Saikia, Nakul Chugh, Juno
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Khoya-khoya samaa
Yeh shaam bhi khoyi to hai
Tu bhi, main bhi yahaan
Haan, baat bhi koi to hai
Deewana main hua, deewana tu hua
Suhaana yeh safar hua
Yeh kaisa hai asar, hua jo mujhper
Jo dil se utar paaye na
Shaam sanwar jaaye
Jab aap nazar aayein
Yeh shaam sanwar jaaye
Jab aap nazar aayein
Koi saath jo dil ko mil jaaye
Koi saath jo dil ko mil jaaye
Aur ankhon se ankhein padh jaaye
Haan, kise pata kal ka re
Beete na yeh pal saare
Kaash theher jaaye
Shaam sanwar jaaye
Jab aap nazar aayein
Yeh shaam sanwar jaaye
Jab aap nazar aayein
ย
Jaanu na yeh kya hua, hua, hua
Thoda bekaabu hua
Ankhon se chhata dhuan, dhuan, dhuan
Koi toh jadoo hua
Jaanu na yeh kya hua, hua, hua
Thoda bekaabu hua
Ankhon se chhata dhuan, dhuan, dhuan
Koi toh jadoo hua
Sitaaron sa dhula, fizaaon mein ghula
Khayalon ka shehar mila
Yeh kaisa hai asar, hua to mujhper
Jo dil se utar paaye na
Shaam sanwar jaaye
Jab aap nazar aayein
Yeh shaam sanwar jaaye
Jab aap nazar aayein
Yeh shaam sanwar jaaye
Jab aap nazar aayein
Yeh shaam sanwar jaaye
Jab aap nazar aayein
ย