Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kehna Hai
Babul Supriyo, Preeta Mazumdar, Dil Vil Pyar Vyar, 2002
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kehana Hai, Kehanaa Hai
Aaj Tumse Ye Pehli Baar Ho ho
Tum Hi To Lai Ho Jeewan Main Mere Pyaar Pyaar Pyaar
Kehana Hai, Kehanaa Hai
Aaj Tumse Ye Pehli Baar Ho ho
Tum Hi To Lai Ho Jeewan Main Mere Pyaar Pyaar Pyaar
Tumse Kehane wali,
Aur Bhi Hain,
Pyaari Baatein
Tumse Kehane wali,
Aur Bhi Hain,
Pyaari Baatein
Saamane Sabake bolo Kaise
Keh Duun saari Baatein
Aaj magar Bas Itanaa Hii
Karanaa Hai Iqaraar
Tum Hi To Lai Ho Jeewan Main Mere Pyaar Pyaar Pyaar
Kab Se, Dil ne Mere
Maan Liyaa Hai
Tumko Apanaa
Kab Se, Dil ne Mere
Maan Liyaa Hai
Tumko Apanaa
Aankhen Meri Dekh Rahi Hain
jagte sote Ye Sapanaa
Mere Gale Men Daal Rahi Ho
Tum Baahon Ka Haar
Tum Hii To Lai Ho Jeewan Main Mere Pyaar Pyaar Pyaar
Kehana Hai, Kehanaa Hai
Aaj Tumse Ye Pehli Baar Ho ho
Tum Hi To Lai Ho Jeewan Main Mere Pyaar Pyaar Pyaar
Tum Hi To Lai Ho Jeewan Main Mere Pyaar Pyaar Pyaar ho ho
Pyaar Pyaar pyaar