Skip to content

Dil Gaya Haanthon Se

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Dil gaya haathon se apne Ek zara si baat mein Dil gaya haathon se apne Ek zara si baat mein Dil gaya haathon se apne Ek zara si baat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein Dil gaya haathon se apne Ek zara si baat mein Dil gaya haathon se apne Ek zara si baat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein Aaj kal sab puchhte hai Ye tumhe kya ho gaya Kya batau main kisi ko Khud nahi mujhko pata Ho chok jaati hu hamesha Main tumhare naam pe Hosh hi rehta nahi jab Jeekr tera chal pade Hai azab deewangi si In dino jajbat mein Dil gaya haathon se apne Ek zara si baat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein Tumko paake dil mera Jo ladkhadane sa laga Bekhudi bhi saath laya Ye mohabbat ka nasha Ho main teri sanso ke saye Mein jo aake kho gaya Ye hasi mausam bahut hi Aashiqana ho gaya Umar bhar yuhi bhigona Pyar ki barsat mein Dil gaya haathon se apne Ek zara si baat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein Dil gaya haathon se apne Ek zara si baat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein Hum to pagal ho gaye Pyar ki suruaat mein