Skip to content

More Angna Mohinodin

Amjad Ghulam Fareed Sabri
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

More Angna Moinuddin Aayo Re More Angna Moinuddin Aayo Re Aaye Re Aaye More Bhaag Jagaye More Angna Moinuddin Aayo Re Mann Me Khushi Ke Phool Khile Hai Aaj Mohe More Khawaja Mile Hai Khushiyan Manao Bhai Jhoom Ke Gaao More Angna Moinuddin Aayo Re Aaj More Ghar Dhoom Machi Hai Khawaja Piya Ki Shaadi Rachi Hai Dulha Bane Hai Khawaja Usman Ke Pyare More Angna Moinuddin Aayo Re Aaye Re Aaye More Bhaag Jagaye More Angna Moinuddin Aayo Re Sone Ka Jiyara Main Kyu Mat Waaru Apne Khawaja Pe Main Tan Man Waaru Aaye Re Aaye More Bhaag Jagaye More Angna Moinuddin Aayo Re Aaye Re Aaye Moree Bhaag Jagaye More Angna Moinuddin Aayo Re Hindal Wali Pe Main Jaan Luta Du Apne Khawaja Pe Main Tan Man Waaru Mujh Pe Rahe Inke Fazal Ke Saaye More Angna Moinuddin Aayo Re Aaye Re Aaye Moree Bhaag Jagaye More Angna Moinuddin Aayo Re Aaye Hai Tere Darbar Hai Hum Ho Lutfo Inayat Ki Wo Nazar Ya Khawaja Moinuddin Hasan Hai Kitna Munawwar Dar Ye Tera Lagta Nahi Dil Jaye Kidhar Ya Khawaja Moinuddin Hasan Tu Bada Hi Sakhi Hai Ae Ibn E Hasan Paye Wo Murade Jo Aaye Idhar Ya Khawaja Moinuddin Hasan Hume Hind Me Hai Bus Sahara Tera Ghere Hai Ye Munkir Hai Lamba Safar Ya Khawaja Moinuddin Hasan Hai Kitna Munawwar Dar Ye Tera Lagta Nahi Dil Jaye Kidhar Ya Khawaja Moinuddin Hasan Tu Bada Hi Sakhi Hai Ae Ibn E Hasan Paye Wo Murade Jo Aaye Idhar Ya Khawaja Moinuddin Hasan Hume Hind Me Hai Bus Sahara Tera Ghere Hai Ye Munkir Hai Lamba Safar Ya Khawaja Moinuddin Hasan Toota Hai Ye Dil Hai Ranj O Fiqar Door Kardo Hume Na Koi Fiqar Ya Khawaja Moinuddin Hasan Hai Waseem Tere Dar Ka Hi Gada Ho Karam Is Per Ho Na Jae Badar Ya Khawaja Moinuddin Hasan