Skip to content

Yaad - Encore

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Wo jo hum mein, tum mein qaraar tha Tumhein yaad ho ke na yaad hoon Wahi yaani vaada nibaah ka Tumhein yaad ho ke na yaad ho Mujhe sab hai yaad zara-zara Tumhein yaad hoon ki na yaad hoon Shaam-raatein, din-seher, saath beeta har peher Hum to na bhulein hai, tumhein yaad ho Na koi shikve-gile, kaafiye se the mile Hum to na bhulein hai, tumhein yaad ho Tumhein yaad ho ke na yaad ho Tumhein yaad ho ke na yaad ho Kabhi hum mein, tum mein bhi chaah thi Kabhi hum mein Kabhi hum mein, tum mein bhi chaah thi Kabhi hum se, tum se bhi raah thi Kabhi hum bhi, tum bhi the aashna Tumhein yaad ho ke na yaad ho Mujhe sab hai yaad zara-zara Tumhein yaad ho ke na yaad ho Tumhein yaad ho ke na yaad ho Shaam-raatеin, din-seher, saath beeta har pehеr Hum to na bhulein hai, tumhein yaad ho Na koi shikve-gile, kaafiye se the mile Hum to na bhulein hai, tumhein yaad ho Tumhein yaad ho ke na yaad ho Tumhein yaad ho ke na yaad ho Yaad ho ke na yaad ho Yaad ho ke na yaad ho Yaad ho ke na yaad ho Yaad ho ke na yaad ho