Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Munasif
Roshhh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kyu bane anjaan mujhe dekh kar
Puche bhi na mujhse
What I've been through
Me kese jiyun
Baby just fight with me let kar
Like we used to do
We used to do
Kyu bane anjaan mujhe dekh kar
Puche bhi na mujhse
What I've been through
Me kese jiyun
Baby just fight with me let kar
Like we used to do
We used to do
Kam sitam the
Gham the gham the gham the
Ab har martaba pe aankh hi ni roti hai
Kayi mahino tak bat hi ni hoti hai
Hoti rahi meri yadon se kuch 2 - 4
2-4 se hi bat meri hoti hai
Tere hisse ke sirhane pe ab letna bhi chod diya
Kitne baje soye dekhna bhi chod diya
Mere makaan ko to ghar bana gayi thi tu
Wadon ki tarah tune ise bhi to tod diya
Khair ye bata ke tera abhi haal kesa hai
Raton ki need aur zehni malaal kesa hai
Mera aks khada wahi jahan chod gayi thi tu
Mera password ab kisi aur ki car me betha hai
Tumhe jhelna ni chahta kisi jhuth ki trah
So much lies in your eyes bas ek truth ni bhara
Mere ghamo me dino din hi izafa ho rha hai
Ya to jaan lele zeher ke ek ghoont ki tarah
Khuda kare
Mujhe yad kare khoon jale
Soche dubara pyar ki to ghamand choor kare
Mere gano me tera naam aana munasif hai
Nahi aya to soch lena ROSHHH sukoon par hai
Na hona pareshan mujhe dekh kar
Bas rakhna yakeen that i will make it through
Pohchunga zaroor
Belive in me
Kyu bane anjaan mujhe dekh kar
Puche bhi na mujhse
What I've been through
Me kese jiyun
Baby just fight with me let kar
Like we used to do
We used to do
Baby mama you look like a snack
Blush pink te heart tera black