Skip to content

Chal Le Chal

Alchemy
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Chal le chal Mujhe tu apni duniyaan mein Tu aur mein Bas akele chale Chal le chal Mujhe tu apni duniyaan mein Tu aur mein Bas akele chale In laakhon Logon ki Sochon ki Hame kya parwah Un waadon pe Raahon pe Hame na chalna Toh sochna kya Rukna na Peeche na mud Aa bhi jaa Chal le chal Mujhe tu apni duniyaan mein Tu aur mein Bas akele chale Chal le chal Mujhe tu apni duniyaan mein Tu aur mein Bas akele chale In laakhon Logon ki Sochon ki Hame kya parwah Un waadon pe Raahon pe Hame na chalna Jabh tak mein aur tu saath hain Dil mein bas ik baat hain Ki tu aur mein ek ho jaayein