Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Sabr-E-Dil Toote (From "Kushi")
Vishal Mishra
,
Raqueeb Alam
,
Hesham Abdul Wahab
,
Gayatri Asokan
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Alvida, alvida, hai yeh dil ki sada
Khush tu rehna, sajna
Sabr-e-dil toote, abr-e-gham phoote
Chubhe nazar teri jaise nashtar
Sisakti hain saansein, tadapti hain baanhein
Judaa hain ab raahein, judaa hai safar
Ho, qadam-qadam pe jo saaya ban ke fida-fida raha
Usi ne kar dee hai bewafaai kee ye intiha
Kabhi gham hain, marham hain uski haseen yaadein
Kabhi doori, sindoori chaahat ki sarhadein
Sisakti hain saansein, tadapti hain baanhein
Judaa hain ab raahein, judaa hai safar
O, shama pe jaise jale patanga, jaloon main pyaar mein
Tujhe bhulaa doon, nahin raha mere ikhtiyaar mein
Tera jitna dil chaahe tarkash mein teer rakh le
Chaahat na kam hogi, le, imtihaan le
Alvida, alvida, hai yeh dil ki sada
Khush tu rehna, sajna