Laapata
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Khud se na mile kabhi
Kiye Lakh koshishein
Zindagi ne chun rakhi thi
Alag manzilein
Dar-ba-dar faqir ki tarah
Bhatakta yahaan wahan phir raha
Aine ki saamne hoon khada
Mai phir bhi hoon
Laapata
Kabhi kabhi raftaar hume
Apno se juda kar dete hai yuhin
Phir na ho khafa
Tum khud se iss tarah
Ab bhula do khata
Kyun khud ko di hai saza
Phir na ho khafa
Tum khud se iss tarah
Dhundna hai use
Jo ab tak tha
Mujhse
Laapata
Laapata