Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ni Sultana Re
Mohammed Rafi
,
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tbspbsm Rajkumar
*********************
o
o
hmmm hmmm
o ni sultaanaa re pyaar kaa mausam aayaa
ni sultaanaa re pyaar kaa mausam aayaa
are haay re hari-hari chhaayaa
bolo na bolo mukh se gori choodi tumhri bole
yahi batiyaan sun-sun ke jiyaa meraa dole
ni sultaanaa re pyaar kaa mausam aayaa
balam babua bedardi saawan aayaa aajaa
balam babua bedardi saawan aayaa aajaa
mil jaaye more sainyaa jab teri bainyaa phir ghani chhainyaa
main machal ke gaaun
sun jaa karoon bainaa jab mile chainaa tab hanse nainaa
jab tujhe main paaun
piyaa moraa jiyaa tujhi se laagaa
o jiye koyi kaise aa yahi bataa jaa
haan han haan
balam babua bedardi saawan aayaa aajaa
saawan aayaa aajaa
saawan aayaa aajaa
o ni sultaanaa re pyaar kaa mausam aayaa
are haay re hari-hari chhaayaa
bolo na bolo mukh se gori choodi tumhri bole
yahi batiyaan sun-sun ke jiyaa meraa dole
he ni sultaanaa re pyaar kaa mausam aayaa
ho balam babua bedardi saawan aayaa aajaa
saawan aayaa aajaa
saawan aayaa aajaa
ho ni sultaanaa re
ni sultaanaa re
ni sultaanaa re