Kahani Meri
Song, Sonu Nigam
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Kahani meri kahan ja rahi hai
Mujhe na khabar na hai gila
Bebasi meri meri tisagni hai
Meri justaju ka hai sila
Dil mein halchal jane na kyun
Iss pal ko ho rahi hai
Bechaini si kyun ye mere
Lafzon ki nahi panno pe chup kyun ho gaye
Kahani meri kahan ja rahi hai
Mujhe na khabar na hai gila
Bebasi meri meri tisangi hai
Tana na naa
Gumsum lage raat ye kyun?
Khud mein hi main kho gaya hu kyun?
Gumsum lage raat ye kyun?
Khud mein hi mein kho gaya hu kyun?
Likh raha hu zill pe meri sari baatein
Tere liye choda hai maine ye sara jahan
Apni ye birha ab mujhse sahi jaye na
Chhod ke sab gile sikve ab yu
Aaja meri gali
Kahani meri kahan ja rahi hai
Mujhe na khabar na hai gila
Bebasi meri meri tisagni hai
Kahani meri kahan ja rahi hai
Mujhe na khabar na hai gila
Bebasi meri meri tisagni hai
Meri justaju ka hai sila
Dil mein halchal jane na kyun
Iss pal ho rahi hai
Bechani si kyun ye mere
Lafzo ki nahi panno se chup kyun hai
Dil mein halchal jane na kyun
Iss pal ho rahi hai
Anjane se bhatke mere
Labz ko pata tere talak kab pahochenge