Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aadat (From "Kalyug")
Atif Aslam, Jal & Mithoon
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai
Palkon mein banke aansu tu chali aati hai
Juda hoke bhi
Waise zinda hu zindagi bin tere main
Dard hi dard baaki raha hai seene mein
Saans lena bhar hi yahan jeena nahi hai
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai
Palkon mein banke aansu tu chali aati hai
Saath mere hain tu har pal shab ke andhere mein
Paas mere hain tu ujale savere savere mein
Dil se dhadkan bhula dena aasan nahi hai
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein
Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hai
Palkon mein banke aansu tu chali aati hai
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene mein
Yeh jo yaadein hai
Yeh jo yaadein hai
Sabhi kaatein hai
Sabhi kaatein hai
Katado inhe
Katado inhe
Ab toh aadat si hai mujhko