Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
DO DAFA
Jokhay
,
JJ47
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chand log kuch gulaabo ke saath
Khade dar pe mere ahbaabo ke saath
Dil kaale hue daago ke saath
Mujhe dafna'na chahte mere khuvaabo ke saath
Main bhi kuch hisaabo ke saath
Rukhe muh, baat banti nahi sharaabo ke saath
Meri shayari hi ab mera pet bharegi
Warna ghar mein padi taurus kitaabo ke saath
Ye ilm hi alag hai
Hum toh seekhe hue, jeete hue haar ke
Mujhe jaan'ne ka haq hai
Kaun kitna behis haq khaaye haqdar ke
Kaise karni ayaadat
Jab na ban sake tum sage beemar ke
Baate itni baamaaini
Hum jaise aaye poori zindagi guzaar ke
Do dawa, zakhmi inhe do dawa
Do dafa, mujhpe lag chuki do dafa
Do shaam, do raat aur do subah
Dhua bhara hua kamre mein, do hawa
Do yaar mere khush aur do khafa
Main yaario mein dekhta nahi hoon nafa
Ab tum hi log mere bane ho gawah
Ab tum hi log saath mein ho sada
Music mere liye imtehaan ki tarah
Kuch dard bhare khatt, jo samaan ki tarah
Aur jo saath baithe bhai, woh toh jaan ki tarah
Aaj main bhi dekh upar aasmaan ki tarah
Seena chauda leke khada hoon chataan ki tarah
Mera qalam bhi chale meri zubaan ki tarah
Ab bas rehna chahta paak Ramadan ki tarah
Duniya beechhi aage mere mezbaan ki tarah
Tabhi mujhe mere log hi toh sunte hai
Aur tujhe tere log hi nahi sunte hai
Aur tujhe tere dost bhi nahi sunte hai
Aur tujhe kisi roz bhi nahi sunte hai
Toh darr kis baat ka
Ab maut meri mehmaan, khatre se bahir
Slumdog millionaire, kachre se bahir
Tum kuch bhi nahi ho ek katre se bahir
Do dawa, zakhmi inhe do dawa
Do dafa, mujhpe lag chuki do dafa
Do shaam, do raat aur do subah
Dhua bhara hua kamre mein, do hawa
Do yaar mere khush aur do khafa
Main yaario mein dekhta nahi hoon nafa
Ab tum hi log mere bane ho gawah
Ab tum hi log saath mein ho sada
Do dawa, zakhmi inhe do dawa
Do dafa, mujhpe lag chuki do dafa
Do shaam, do raat aur do subah
Dhua bhara hua kamre mein, do hawa
Do yaar mere khush aur do khafa
Main yaario mein dekhta nahi hoon nafa
Ab tum hi log mere bane ho gawah
Ab tum hi log saath mein ho sada