Dil Dooba
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Dil Dooba Dil Dooba
Neeli Aankhon Mein Dil Dooba
Mehbooba Mehbooba
Bas Yeh Jaanle Mehbooba
Dil Dooba Dil Dooba
Neeli Aankhon Mein Dil Dooba
Mehbooba Mehbooba
Bas Yeh Jaanle Mehbooba
Aashiq Hoon Deewana Hoon
Tere Liye Kuchh Bhi Kar Jaunga
Ishq Mein Tere Jeeta Hoon
Tere Liye Hi Mar Jaunga
Main Tere Jhasein Mein Naa Aaungi
O Re Diwane Ja Kyun!
Aisi Waisi Bana Ke Baatein
Mujhe Naa Tu Uljha Re
Lut Jaunga Mar Jaunga
Dil Tera Jeetke Dikhlaunga
Pichha Naa Chhodunga
Chahe Jitna Tadpa
Dil Dooba Dil Dooba
Neeli Aankhon Mein Dil Dooba
Mehbooba Mehbooba
Bas Yeh Jaanle Mehbooba
Aashiq Hoon Deewana Hoon
Tere Liye Kuchh Bhi Kar Jaunga
Ishq Mein Tere Jeeta Hoon
Tere Liye Hi Mar Jaunga
Badi Tadap Hai Badi Kasish Hai
Meri Toh Chahat Mein Haye!
Hazar Majnu Bane Hai Pagal
Meri Mohabbat Mein Haye!
Tujhe Ek Din Jaaneman
Ghar Se Utha Ke Lejaunga
Dekhega Saara Jahan
Tujhe Le Jaunga
Dil Dooba Dil Dooba
Neeli Aankhon Mein Dil Dooba
Mehbooba Mehbooba
Bas Yeh Jaanle Mehbooba
Aashiq Hoon Deewana Hoon
Tere Liye Kuchh Bhi Kar Jaunga
Ishq Mein Tere Jeeta Hoon
Tere Liye Hi Mar Jaunga