TERE NAINA
SHANKAR MAHADEVAN, SHREYA GHOSHAL, SHANKAR-EHSAAN-LOY and RAJAT ARORA
Popularity ยท Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Tere naina...
Has diye
Bas gaye, mere dil mein
Tere naina
Tere naina...
Has diye
Bas gaye, mere dil mein
Tere naina
Mere dil mein jo armaan hai
Paas aaka zara dekho na
Dil ke taar main hain sargam
Chede hai ab koi anjaana
Mere dil mein jo armaan hai
Paas aaka zara dekho na
Dil ke taar main hain sargam
Chede hai ab koi anjaana
Yeh pyaar ki hai baatein
Kuch ankahee mulakaatein
Oo, Aise hi milte hain
Milke machalte hain
Do dil jawaan
Tere naina...
Has diye
Bas gaye, mere dil mein
Tere naina
Ab dekho mil gaye ho toh
Phir se na kahin kho jaana
Ankhon mein hi rehna
Baahon mein tum mere so jana
Ab dekho mil gaye ho toh
Phir se na kahin kho jaana
Ankhon mein hi rehna
Baahon mein tum mere so jana
Mere paas tu jo aaye
Toh khuda mujhe mil jaaye
Oo, Hothon ko hothn se
Milne de, Silne de
Door na ja
...
Tere liye, Chaaro ore dhoondha maine
Mil gai, Jo tu mujhe mil gaya
Sara jahan, Sara yahan,
Ab chahun main kya
Mere liye, Sapna tha yeh pyaar tera
Kholi aankhein, Saamne tha Mere liye
Yaar mera, Pyaar mera
Abb chahana aur kya..
O aise na mujhko sada de,
Paas aa na abb tu saza de
Oo sab se churalu
Jag se chupa lu
Itne paas aa
Mere dil mein jo armaan hai
Paas aaka zara dekho na
Dil ke taar main hain sargam
Chede hai ab koi anjaana
Nananannana na na na
Paas aaka zara dekho na
Dil ke taar main hain sargam
Chede hai ab koi anjaana
Yeh pyaar ki hai baatein
Kuch ankahee mulakaatein
Oo, Aise hi milte hain
Milke machalte hain
Do dil jawaan
Tere Naina...
(Tere Naina)
Tere Naina
(Tere Naina)