Skip to content

PAAGAL

Vikilikh
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Kya ye meri bhook Kya ye meri chuk Jo bhi bola maine Maine bola do tuk Jhukaana jaante ho Toh ye duniya jaati jhook But to their level I' m never gonna stoop Paagal ladka mein Tirange wala Nana Karti woh smile Jaise Smriti Mandhana Pata mujhe ek din Mar ke hi jaana Par aaya ye Tanaji Jeetne Kondhana Ladka thoda paagal Ye Ladka thoda paagal Ladka thoda Ladka thoda Ladka thoda paagal Fat jaate hai baadal Kaape ye dharaatal Aisa aakrosh mera Kehte mujhe paagal Ladka thoda paagal Ye ladka thoda paagal Ladka thoda Ladka thoda Ladka thoda paagal Fat jaate hai baadal Kaape ye dharaatal Aisa aakrosh mera kehte mujhe paagal Bheed khayaalo ki, ho station jaise Dadar Nikaalu platform se mein, karke geet saadar Hundreds of rappers, average rapper na another Seh lunga mein kuchh bhi, par sahunga na anaadar Woh! mila joh thukraake chalta banda hu mein woh Naamumkin ko mumkin karna chaahta banda woh Gine chune log , bas rehte yaha close Kuch mahilaaye, aur kuchh mere bros Ka hai sahara Samjh na tu awara Dhruv taara taara Dekhe zamaana saara Shole jo tu bhuja Raha Chadhta ye mera paara Zanjeere Tod du mein Bin chaabi khule ye taala Roz uthna, wahi karna, ho jaate hai bore Zindagi me nirnay lene, padte hai kathor Darne wale dekhe yaha baadal ghanghor Fatke lava ye baahar, jaise prithvi ka mein core Ladka thoda paagal Ye ladka thoda paagal Ladka thoda Ladka thoda Ladka thoda paagal Fat jaate hai baadal Kaape ye dharaatal Aisa aakrosh mera Kehte mujhe paagal Ladka thoda paagal Ye ladka thoda paagal Ladka thoda Ladka thoda Ladka thoda paagal Fat jaate hai baadal Kaape ye dharaatal Aisa aakrosh mera Kehte mujhe paagal Krishna Sarathi. yudhh Mahabhaarat Seedha Karu ulta chashma inka jaise Tarak Wahi hu mein baalak, jiski khasta thi haalat Baaton me na fasta. Mein na daanto wala paalak Hota tha mein bully Ab fark na pade Suli par Bhuli hai shaabaashi Buraai kabhi na bhuli par Kaam zyaada baate kam Dil khula, na aankhe band Daahi dishaao me ab Goonjta mera paagalpan Ladka thoda paagal Ye Ladka thoda paagal Ladka thoda Ladka thoda Ladka thoda paagal Fat jaate hai baadal Kaape ye dharaatal Aisa aakrosh mera Kehte mujhe paagal Ladka thoda paagal Ye ladka thoda paagal Ladka thoda Ladka thoda Ladka thoda paagal Fat jaate hai baadal Kaape ye dharaatal Aisa aakrosh mera Kehte mujhe paagal VIKILIKH 2023 GOA PEACE