Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ghazi Alam
Nadeem Sarwar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ya Ibn-e Zahra, Ya Abbas
Ya Ibn-e Zahra, Ya Abbas
Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abbas, Ya Abbas
Ya Sayyadi Ya Abbas
Sayyadi Abbas
Ya Sayyadi Ya Abbas
Sayyadi Abbas
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Kal bhi Alam tera ooncha raha hai
Kal bhi Alam tera ooncha raha hai
Kal bhi Alam tera ooncha raha hai
Aaj bhi hai aur kal bhi rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Tere Alam ke saaye mein duniya
Apni muradein maang rahi hai
Tere Alam ke saaye mein duniya
Apni muradein maang rahi hai
Tere Alam ke saaye mein aakar
Tere Alam ke saaye mein aakar
Jo nahi maanga woh bhi milega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Isko Abu Talib ne banaya
Mere Nabi ne isko sajaya
Isko Abu Talib ne banaya
Mere Nabi ne isko sajaya
Binte Asad ne sehra chadhaya
Binte Asad ne sehra chadhaya
Sehra ke bachon pe saya karega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Haan ye Alam Hamza ka Alam hai
Haan ye Alam Jafar ka Alam hai
Haan ye Alam Hamza ka Alam hai
Haan ye Alam Jafar ka Alam hai
Haan ye Ghadeer-e-Khum ka bharam hai
Haan ye Ghadeer-e-Khum ka bharam hai
Saparchama ka ye maula rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Chadar-e-Zahra iska pharela
Phatka bhi hai Zainab ki dua ka
Chadar-e-Zahra iska pharela
Phatka bhi hai Zainab ki dua ka
Aise bandhi hai mashq-e-Sakina
Aise bandhi hai mashq-e-Sakina
Rishta Alam se iska rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Bhool nahi sakta ye zamana
Paani pe parcham ka lehrana
Bhool nahi sakta ye zamana
Paani pe parcham ka lehrana
Haath katana mashq bachana
Haath katana mashq bachana
Pan ke wafa tu zinda rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Yun toh bahut Zainab pe sitam tha
Lekin woh gham jo kohe Alam tha
Yun toh bahut Zainab pe sitam tha
Lekin woh gham jo kohe Alam tha
Woh tera gham tha woh tera gham tha
Woh tera gham tha woh tera gham tha
Dil tere gham mein rota rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Tere Alam Rehan-o-Sarwar
Nauha padho yun ashq baha kar
Tere Alam Rehan-o-Sarwar
Nauha padho yun ashq baha kar
Shaad ho Zahra binte Payambar
Shaad ho Zahra binte Payambar
Ashq-e-Aza ye kehta rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Kal bhi Alam tera ooncha raha hai
Kal bhi Alam tera ooncha raha hai
Kal bhi Alam tera ooncha raha hai
Aaj bhi hai aur kal bhi rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Ghazi Alam tera ooncha rahega
Sayyadi Abbas
Sayyadi Abbas
Ya Ibn-e Zahra
Ya Abbas
Ya Ibn-e Zahra
Ya Abbas
Ya Ibn-e Zahra
Ya Abbas
Ya Ibn-e Zahra
Ya Abbas
Ya Ibn-e Zahra
Ya Abbas