Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yeh Jo Tum
Rawnaq
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yeh Jo Tum
Chhodh kar
Raah me
Jaa rahe ho
Kehdo
Aaogey
Phir milenge
Hum kal
Haan jaanta hu ke aisa hota nahi
Jo hai chala in raahon par
Woh bhi toh lauta nahi
Magar mai ab
Dil ko mana lunga
Kuch waqt aur sahi
Yuhi bita lunga
Chhodh kar
Aasman me kahi
Jaa rahe ho
Kya kare
Taaron ka
Baadlon ka ab hum
Meri toh aksar yeh chaahat rahi hai
Ke ek roz tum aajaana
Meri toh aksar yeh chaahat rahi hai
Ke ek roz tum aajaana
Mai jo kuch geet sunaalunga
Fir tum apni kahaani sunaana
Ho chaandni si raat
Ho saath hum
Ho mann me na koi baat
Phir bhi aankhein namm
Chaahatein
Khaabon me
Chhodh ke
Jaa rahe ho
Baatein ab
Bewajah
Hone lag jaayengi kam
Haan jaanta hu
Aisa hi hota aaya hai
Ek jaisi har kahani yaha pe
Sabne naa milna paaya hai
Magar kal ko jab
Tum yaad aaogey
Dekh kar tasveer tumhaari
So jaaunga mai
Yeh jo tum
Hauley se
Khaabon me
Gaa rahe ho
Geet yeh
Keh rahe
Ke tum
Jaa rahe ho
Kyu tum?