Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
u got this
Asim Azhar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Haan mei ghalat
Par sahi bhi hota hoon
Haan mei farak
Se raaston pe hoon
Aur uss sarak
Se rabtein mei hoon
Mei aaj tak
Aaj tak
Maa ne kaha
Chal aaja bete ghar
Kya hi pata
Yeh zameen bas ek banjar
Aur mere zameer
Ek toota sa pathar
Yeh mera safar
Mera safar
Hmm
Yeh jo likh raha hoon hargiz meri kamzori nahi
Bewakoof yeh teri khatam howi story nahi
Mei adi hoon
Gir ke bhi havi hoon
Teri har soch se bhi ziyada tujhse wakif hoon
Kitne kaam baki kitna junoon hai
Kabhi jaan toh sahi punjabi khoon hai
Baarish karte jab hum karte full zor se
No regrets baby that's what they all say
I think sab milte hai mujhse bas masle had tak
Aankhein peeche daye baye that's how she raised her son
Khud ko blame karun
Kabhi toh mei bhi atkoon
Mei aaga hoon I think I learned my lessons
Dil se maaf kiya par kabhi dil mei rakha
Mei farishta nahi kya milegi saza
Chal jaane de
Ab maaf kar
Upar wale ka kuch khof rakh
Haan mei ghalat
Par sahi bhi hota hoon
Haan mei farak
Se raaston pe hoon
Aur uss sarak
Se rabtein mei hoon
Mei aaj tak
Aaj tak
Maa ne kaha
Chal aaja bete ghar
Kya hi pata
Yeh zameen bas ek banjar
Aur mere zameer
Ek toota sa pathar
Yeh mera safar
Mera safar
Hmm
Ghum gaya hai ghum gaya kahin
Dhundhta jahan mile nahi
Mil jayega kal shaam tak
Don't you worry don't you worry
Hota rehta hai yeh ajnabee
Mil jayega kal shaam tak
Haan mei ghalat
Par sahi bhi hota hoon
Haan mei farak
Se raaston pe hoon
Aur uss sarak
Se rabtein mei hoon
Mei aaj tak
Aaj tak