Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bewafa
Aditya
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yaado main mere khwaabo main
Tum hi dikhti ho
Dil ke har ek kone main
Mere basti ho
Yaado main mere khwaabo main
Tum hi dikhti ho
Dil ke har ek kone main
Mere basti ho
Ab toh maut se zyada
Marti hai yaad teri
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh aakhe nam
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh aakhe nam,
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr Yeh
Ghero Ki Baaho main
Tum ab raat bitati
Hum se jab bhi milti ho
Na nazar milati
Ghero Ki Baaho main
Tum ab raat bitati
Hum se jab bhi milti ho
Na nazar milati
Hum se zyada chahne wala
Tumko mil gaya hai kya?
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh aakhe nam
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh aakhe nam
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh
Tum bhool gaye ho Mujhko
Par main fikr karu,
Labz Se kuch bhi bolu
Toh teri zikr karu
Tum bhool gaye ho Mujhko
Par main fikr karu
Labz Se kuch bhi bolu
Toh teri zikr karu
Ab toh raato ko main taare
Ginte ginte So jata hu
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh aakhe nam
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh aakhe nam,
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh aakhe nam
Bewafa tera naam liya hai
Aaj firr yeh