Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kinaaray
Abdul Hannan
Popularity · High
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Betha raat se
Magan mai yun gehri soch mei
Najaanay mujhay haasil kia huwa
Na hausla mera
Seekha ye maine kay
Khoti niyatein yahan
Haan mujhay saari hai khabar
Jo phaili afwa
Betha rehta kamray kay kinaaray
Kisi ki dekhu na mai raah mai raah mai raah
Ab laga kay is ghar ko ye taalay
Kalla kaafi hoon mai haan re haan
Sunna chahta nai mai auron kay taanay
Bus apni chalaunga yahan
Ye dekhaway aur jhoot kay daaway
Mai keya ja re ja re ja re ja
♫
Gehra ye zakham
Magar phir bhi kyun ye bharam
Jo puchay koi
Raazi kyun nahi
Aitebaar na raha
Ye dil bechaara to nasamajh hi raha
Dekho kay ab tak
Maazi mei hai yun phasa
Maine na jaana ye
Kon apna yahan
Kartay hain khud jo sabhi
Ussay kehte gunnah
Betha rehta kamray kay kinaaray
Kisi ki dekhu na mai raah mai raah mai raah
Ab laga kay is ghar ko ye taalay
Kalla kaafi hoon mai haan re haan
Sunna chahta nai mai auron kay taanay
Bus apni chalaunga yahan
Ye dekhaway aur jhoot kay daaway
Mai keya ja re ja re ja re ja