Skip to content

Teri Chaahat Ke Deewane

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Teri chahat ke deewane huye hum Teri chahat ke deewane huye hum Gawara har kami hume Na karana pyar kam Gawara har kami hume Na karana pyar kam sanam Teri chahat ke deewane huye hum Teri chahat ke deewane huye hum Gawara har kami hume Na karana pyar kam Gawara har kami hume Na karana pyar kam sanam Teri chahat ke deewane huye hum Teri chahat ke deewane huye hum Milte hi nayan hoti hai Sajan dil mein mere roshani Chhute hi badan jal uthe maan Bijali ki tu hai bani Ha milte hi neyan hoti hai Sajan dil mein mere roshani Chhute hi badan jal uthe mann Bijali ki tu hai bani Na dekhege kisi ko bhi Dekhkar tujhko sanam Na dekhege kisi ko bhi Dekhkar tujhko sanam Teri chahat ke deewane huye hum Teri chahat ke deewane huye hum Auro ke tu sath jab kare bat Jal jati hai meri jaan Tujhpe bhi to yaar marte hai hajar Tujhko chhupau kaha Ha auro ke tu sath jab kare bat Jal jati hai meri jaa Tujhpe bhi to yaar marte hai hazar Tujhko chhupau kaha Na chahenge kisi ko bhi Chahkar tujhko sanam Na chahenge kisi ko bhi Chahkar tujhko sanam Teri chahat ke deewane huye hum Teri chahat ke deewane huye hum Gawara har kami hume Na karana pyar kam Gawara har kami hume Na karana pyar kam sanam Teri chahat ke deewane huye hum Teri chahat ke deewane huye hum Deewane huye hum Deewane huye hum Deewane huye hum Deewane huye hum