Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hamse Hai Sara Jahan
Sadhana Sargam & Jatin
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Deewane hum yaar ke
Parwaane hum pyaar ke
Humse hain nagme jawaan
Humse hai saara jahaan
Ho, humse hai saara jahaan
Deewane hum yaar ke
Parwaane hum pyaar ke
Humse hain nagme jawaan
Humse hai saara jahaan
Ho, humse hai saara jahaan
(Shubi-duba, shubi-duba)
(Shubi-duba, shubi-duba)
(Shubi-duba, shubi-duba)
(Shubi-duba, shubi-duba)
Gumsum ho agar hum to ghata chhaye
Muskaayein to veeraane sanwar jaayein
Ho, gumsum ho agar hum to ghata chhaye
Muskaayein to veeraane sanwar jaayein
Hum aise hain mastaane
Har koi humko maane
Hum aise hain mastaane
Har koi humko maane
Ho, humse hai saara jahaan
Ho, humse hai saara jahaan
Deewane hum yaar ke
Parwaane hum pyaar ke
Humse hain nagme jawaan
Humse hai saara jahaan
Ho, humse hai saara jahaan
Raaton ke andhere mein jidhar dekho
Ujiyaale savere mein jidhar dekho
Ho, raaton ke andhere mein jidhar dekho
Ujiyaale savere mein jidhar dekho
(To hum hi hum milte hain)
(Hum jaise kam milte hain)
(To hum hi hum milte hain)
(Hum jaise kam milte hain)
Ho, humse hai saara jahaan
Ho, humse hai saara jahaan
Deewane hum yaar ke
Parwaane hum pyaar ke
Humse hain nagme jawaan
Humse hai saara jahaan
Ho, humse hai saara jahaan