Shankara
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Om... namah shivaya
Om namah shivaya
Om namah shivaya
Bholenath Shankara, shambhunath Shankara
Shankara Shankara Shankara
Tu basa hai har jagah
Kya aakash kya dhara
Shankara Shankara Shankara
Shankara Shankara
Teenon lokon me samaya
Parvaton me ghar basaya
Hath me trishul leke tu khada
Ganga hai jataaon me hai bhujang baahon me
Kanth me bhi vish bhara
Shankara Shankara Shankara
Shankara Shankara
Bholenath Shankara shambhunath Shankara
Shankara Shankara Shankara
Bholenath bholenath bholenath
Bholenath bholenath bholenath
Shrishti ke srijan se pehle Shakti thi tumhari
Hum ho ya na ho rahegi bhakti ye tumhari
Shankara Shankara
Shankara Shankara
Devon ke bhi dev Mahadev tum tridev ho
Iss lalaat pe bhi ek drishti hai tumhari
Ye trinetra na khulein kabhi aaye na pralay
Shankara Shankara Shankara
Dukh koi bhi na sahe
Bas teri kripa rahe
Shankara Shankara Shankara
Shankara Shankara
Bholenath Shankara shambhunath Shankara
Shankara Shankara Shankara
Khaal Singh ki hai tan pe hath me kamandal
Sheesh chandrama ke sath chamke ye mukh mandal
Shankara Shankara
Shankara Shankara
Itni saral aradhna Teri oh Shankar
Jal chadhaye jo vo paaye Mann chaha sa phal
Kya tujhe hai ye pata tere prem ka nasha humein Chadha
Shankara Shankara
Tera naam hai bada tera dhaam hai bada
Shankara Shankara Shankara
Shankara Shankara
Bholenath Shankara shambhunath Shankara
Shankara Shankara Shankara
Om... namah shivaya
Om namah shivaya
Om namah shivaya
Om... namah shivaya
Om namah shivaya
Om namah shivaya
Om... namah shivaya
Om namah shivaya
Om namah shivaya