Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Mano Mano Ya Na Mano
Rahul Dev Burman
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Main deewana
Dil deewana, tu deewani, ya-ya
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Main deewana
Dil deewana, tu deewani, ya-ya
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Har mod pe dil se dil kaise takra gaya
Samjho to qismat ka aakhir ishaara hai kya
Har mod pe dil se dil kaise takra gaya
Samjho to qismat ka aakhir ishaara hai kya
Do dilon ki dosti ye...
Do dilon ki dosti ye hai puraani, ya-ya
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Soorat ye aankhon se dil mein utarti gayi
Baaton hi baaton mein ye baat badhti gayi
Aji, soorat ye aankhon se dil mein utarti gayi
Baaton hi baaton mein ye baat badhti gayi
Be-iraada ban gayi hai...
Be-iraada ban gayi hai kya kahani, ya-ya
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Jaan-e-tamanna, mere dil ko pehchaan lo
Behtar yahi hai ki saathi mujhe maan lo
Jaan-e-tamanna, mere dil ko pehchaan lo
Behtar yahi hai ki saathi mujhe maan lo
Dil mile to jhoom jaaye...
Dil mile to jhoom jaaye zindgaani, ya-ya
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan
Main deewana
Dil deewana, tu deewani, ya-ya
Hey, maano, maano ya na maano, meri jaan
Mere jaisa dil jawaan hoga koi na yahan