Skip to content

Mere Khayal Se Tum - Jhankar Beats

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Jeene ki tamanna ho Tum meri zaroorat ho Jeene ki tamanna ho Tum meri zaroorat ho Mere khayal se Tum badi khubsoorat ho Mere khayal se Tum badi khubsoorat ho Jeene ki tamanna ho Toh tum meri zaroorat ho Jeene ki tamanna ho Toh tum meri zaroorat ho Mere khayal se Tum bade khubsoorat ho Mere khayal se Tum bade khubsoorat ho Bhul gayi sara jaha Apna tujhe banaya hai Bhul gayi sara jaha Apna tujhe banaya hai Jane wafa nigaho mein Khwab tera sajaya hai Bata rahi hain dhadkane ki Tum meri chahat ho Mere khayal se Tum bade khubsoorat ho Mere khayal se Tum bade khubsoorat ho Chahunga mai shamo sahar Dil mein tumhen basaunga Chahunga mai shamo sahar Dil mein tumhen basaunga Bhulogi naa sari umar Itni tumhe wafa dunga Mera chain ho meri pyas ho Tum meri mohabbat ho Mere khayal se Tum badi khubsoorat ho Mere khayal se Tum badi khubsoorat ho Kasme nahi todenge Wadhe wafa nibhayenge Kasme nahi todenge Wadhe wafa nibhayenge Hoke juda ik pal bhi Abb naa ham ji payenge Hans ke luta doon Jaan main gar teri ijhajat ho Mere khayal se Tum bade khubsoorat ho Mere khayal se Tum bade khubsoorat ho Jeene ki tamanna ho Tum meri zaroorat ho Jeene ki tamanna ho Tum meri zaroorat ho Ha Mere khayal se tum Badi khubsoorat ho Ha Mere khayal se tum Bade khubsoorat ho Ho Mere khayal se tum Badi khubsoorat ho Mere khayal se tum Bade khubsoorat ho.