Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hua
Jubin Nautiyal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jab se tu dil ko mila
Badli si hai kuch ye hawa
Aarzoon mein bhi hai tu
Rishta tujhse hai jud raha
Jagmagati hai khushboo
Ruh ka meri sukoon
Jab bhi maangi hai dua
Zikr tera hi hua
Hua hua
Ye dil tera hua
Hua hua hua
Ye dil tera hua
Hua hua hua
Ye jo hua mere dil mein
Tere liye
Kaise samjhaun main iski
Kya hai wajah
Ye dil se dil ki baat hai
Ho gaya ye kya jaadu
Mil gaya mujhko jo tu
Jab bhi maangi hai dua
Zikr tera hi hua
Hua hua
Ye dil tera hua
Hua hua hua
Ye dil tera hua
Hua hua hua
Ye dil tera hua
Hua hua hua
Ye dil tera hua