Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Teri Ankhon Ki Chahat Mein
Anwar
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Teri aankhon kee chaahat mein to main saba kuch lutaa doongha
Teri aankhon kee chaahat mein to main saba kuch lutaa doongha
Mohabbat kaise kee jaatee...
Mohabbat kaise kee jaatee hai, duniyaa ko dikhaa doongha
Teri aankhon kee chaahat mein...
Tere najuk, haseen qadamon ke neeche, hamsafar mere
Are, o, hamsafar mere
Jahaan hoga koyi kaanta...
Jahaan hoga koyi kaanta, vahaan main dil bicha doongha
Teri aankhon kee chaahat mein...
Tamanna hai ki raushan ho teri duniyaa, teri mehafil
Tamanna hai ki raushan ho teri duniyaa, teri mehafil
Teri duniyaa, teri mehafil
Ujalaa mil sake tujko...
Ujalaa mil sake tujko to main ghar bhee jala doongha
Teri aankhon kee chaahat mein...
Bahaaraa chiz kya hai, phool-kaliyaan kisko kehthe hain
Ki kaliyaan kisko kehthe hain
Lahuun mera salaamat, main...
Lahuun mera salaamat, main tera jeevan sajaa doongha
Teri aankhon kee chaahat mein to main saba kuch lutaa doongha
Mohabbat kaise kee jaatee...
Mohabbat kaise kee jaatee hai duniyaa ko dikhaa doongha
Teri aankhon kee chaahat mein...
Bahaaraa chiz kya hai, phool-kaliyaan kisko kehthe hain
Ki kaliyaan kisko kehthe hain
Lahuun mera salaamat, main...
Lahuun mera salaamat, main tera jeevan sajaa doongha