Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tu Mila To Haina
Arijit Singh
,
Amaal Mallik
,
Kunaal Vermaa
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Maine khaabon mein tumhaara noor dekha hai
Dil ne bhi tum ko kahin to zaroor dekha hai
Main roz tera chehra sunahara aankhon mein leke jagaa
Kya jaanta tha tu hi tha mera, ab jo mila to laga
Der se hi sahi, magar tu mila, mila toh hai na
Dheere-dheere sahi, magar faasla mita toh hai na

...
Tujh se kisi bhi bahaane main roz milta rahoon
Khud ko bhi main jaan loonga, jo main tujhe jaan loon
Tu jo dikhaaye, dekhe nigaahein, tu jo sunaaye, sunoon
Saanson ko hai ab kise zaroorat? Tere bharose jiyoon
Der se hi sahi, magar tu mila, mila toh hai na
Dheere-dheere sahi, magar faasla mita toh hai na
Der se hi sahi, magar tu mila, mila toh hai na
Dheere-dheere sahi, magar faasla mita toh hai na
...
Rahne laga aajkal hoon main paas itna tere
Saari teri aati-jaati main gin sakoon dhadkane
Aankhon mein teri raatein khatam hon, baanhon main ho har subah
Phir bhi na apni baatein khatam hon, chalta rahe silsila