Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ae Yaad
Faheem Abdullah
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ae yaad, tu yoon na yaad aa
Jaa, thodi der ke baad aa
Woh thi toh meri zindagi
Main bhi toh uska tha laadla
Ab kya kahoon ke main roz-o-shab
Yaadon mein uski hoon kaat'ta
Yahin toh tha mera humnafas
Kahan gaya, mujhe kya pata
Maine galtiyon ko sudhaar kar
Maine har gali mein pukaar kar
Socha ke woh mil jaayega
Mila toh kitna naraaz par
Dawa-e-dil ko dhoondhne
Jaa raha hoon main dar-ba-dar
Tere ishq ne hai kya kiya
Hoon khwaar khud ko sanwaar kar
Hoon khwaar khud ko sanwaar kar
Hoon khwaar khud ko sanwaar kar
ย
Ae yaad, tu yoon na yaad aa
Jaa, thodi der ke baad aa
Ae yaad, tu yoon na yaad aa
Jaa, thodi der ke baad aa
ย