Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Aala Re Aala
Anu Malik
,
Sunidhi Chauhan
,
Mika Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Aag lagi hai, la-la-la-la-la-la-la-la-la-la
Dhuaan utha hai, la-la-la-la-la-la-la-la-la
Aag lagi hai, dhuaan utha hai, ishq mohabbat wala
Aag lagi hai, dhuaan utha hai, ishq mohabbat wala
Kisne meri jaan chura li? Kisne maar daala?
Aala re, aala, Manya aala
Dil ke shahar mein apun ka bolbaala
Aala re, aala, Manya aala
Dil ke shahar mein apun ka bolbaala
Aala re, aala, Manya aala
Dil ke shahar mein apun ka bolbaala
Meri aankhon ki sharaaratein, meri saanson ki haraaratein
Meri sehmi-sehmi chaahatein, mere nange paanv aahatein
Mera jo bhi hai vo mere mehboob ka
O, dekhoon kaise rakhe dooja mehboob tu
Meri baanhon ki kashti ke sang doob tu
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Main vahi hu, vahi hu, vahi hubahu
Awaaragardi karne aaya yahaan matwaala
Aashiq wali adaa ne, zaalim, mujhko maar daala
Aala re, aala, Manya aala
Aaj se hoga apun ka bolbaala
Aala re, aala, Manya aala
Tujhsa qasam se na dekha himmat waala
Dekhe door, door, door se, koyi bol de huzoor se
Koyi thaam lo zara inhein, vo mere nashe mein choor se
Ishq ki ye jalan tum na seh paaoge
O, tu jala to sahi, hans ke jal jaayenge
Khol ke seena teer-e-nazrar khaayenge
Tu ishaara to kar, tujhpe sab de luta
Tu ishaara to kar, tujhpe sab de luta
Keh de tu, khote sikke bhi chal jaayenge
Tujhmein kuchh to baat hai, mera dil kyu dhadka saala
Mar-miti hu tujhpe, mujhko fanaa tu karne wala
Aala re, aala, Manya aala
Sabse alag hai tu, sabse niraala
Aala re, aala, Manya aala
Akkhi Mumbai mein apun ka bolbaala
Aala re, aala, Manya aala
Sabse alag hai tu, sabse niraala
Aala re, aala, Manya aala
Dil ke shahar mein apun ka bolbaala