Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Acche Hain
Jyotica Tangri
,
Kumaar
,
Raghav Sachar
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Acche Hain Chalo Kharab Ho Jaaye
Panne Hain Chalo Kitaab Ho Jaaye
Acche Hain Chalo Kharab Ho Jaaye
Panne Hain Chalo Kitaab Ho Jaaye
Haa Bandishein Chhod Ke
Agle Hi Mod Pe
Paani Se Chalo Sharaab Ho Jaaye
Aankhein Khol Ke
Ab Tak Hum Chalein
Chal Sadkon Pe Ab Aankhein Meech Ke
Na Jaana Hain Yahan
Na Jaana Hain Wahan
Hum Toh Musafir Hain Ji Beech Ke
Safar Mein Kharch Hain
Kehne Mein Harz Hain
Aankhon Se Chalo Hisaab Ho Jaaye
Acche Hain Chalo Kharab Ho Jaaye
Panne Hain Chalo Kitaab Ho Jaaye
Ho Bandishein Chhod Ke
Agle Hi Mod Pe
Paani Se Chalo Sharaab Ho Jaaye
ย