Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Nadiya Ke Paar
Suyash Bijalwan
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Toot Gayi Jo Dor Kahin pe
Dil Ye Mera Ghabraye
Dil Ye Mera Ghabraye Jo
Yaad Tu Hi Kyun Aaye
Tera Mera Sath Kuch Aisa Tha
Dil May Mere Jo Raha
Yadein Teri, Mere Dil May Basi Jo
Unme Hi Mai Jee Raha
Chal Chalein Us Nadiya Ke Paar
Jahan Ho Mera Ek Sansar
Chal Chalein Us Nadiya Ke Paar
Jahan Ho Bas Khushiyan Hazar
Do Pal Ki Khushiyan Nahi
Zindagi Bhar Ka Sath Chahie
Batein Teri ye Do Pal Ki Na
Mujhko Hamesha Tu sang Chahie
Dil Ki Ye Mere Kaisi Lagi Hai
Tujhko Hi Chahun Ye Kya Dillagi Hai
Tu hai Mera Or Mai Tera Hun
Tere Bina Ab Na Zindagi hai
Chal Chalein Us Nadiya Ke Paar
Jahan Ho Mera Ek Sansar
Chal Chalein Us Nadiya Ke Paar
Jahan Ho Bas Khushiyan Hazar
Chal Chalein Us Nadiya Ke Paar
Jahan Ho Mera Ek Sansar