Madhuban Khushboo Deta Hai (Duet)
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Madhuban khushbu deta hai, saagar saawan deta hai
Jina uska jina hai, Jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai...
Suraj naa ban paaye toh, banke dipak jalata chal
Suraj naa ban paaye toh, banke dipak jalata chal
Phul mile ya angaare, sach kee raaho pe chalata chal
Sach ki raaho pe chalata chal
Pyaar dilo ko deta hai, ashko ko daaman deta hai
Jina usaka jina hai, jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai, saagar saawan deta hai
Madhuban khushbu deta hai
Chalatee hai lehraake pawan, ke saans sabhee kee chalti rahe
Chalatee hai lehraake pawan, ke saans sabhee kee chalti rahe
Logo ne tyaag diye jivan, ke preet dilo me palti rahe
Ke preet dilo me palti rahe
Dil woh dil hai jo auro ko, apni dhadhkan deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jivan deta hai
Madhuban khushbu deta hai, saagar saawan deta hai
Madhuban khushbu deta hai...