Skip to content

Tu Abhi Rahguzar

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Tu abhi reh guzar me he, Qaid-e-maqam se guzar Tu abhi reh guzar me he, Qaid-e-maqam se guzar. Misr-o-hijaz se guzar Misr-o-hijaz se guzar Paras-o-shaam se guzar Tu abhi reh... Jiska Amal he be-garaz Uski jaza kuch aur he Jiski Amal he be-garaz Uski jaza kuch or he Hoor-o-khiyaam se guzar Hoor-o-Khiyaam se guzar Badah-o-jaam se guzar Tu abhi reh... Garche he dilkusha bohot Husn-e-farang ki bahaar Garche he dilkusha bohot Husn-e-farang ki bahar. Taeerik-e-buland baal Taeerik-e-buland baal, Dana-o-daam se guzar. Tu abhi reh... Tera imaam be huzoor, Teri namaz be suroor. Tera imaam be huzoor, Tera namaz be suroor. Ese namaz se guzar Ese namaz se guzar, Ese imaam se guzar. Tu abhi reh... Misr-o-hijaz se guzar, Paras-o-shaam se guzar Tu abhi reh guzar me he, Qaid-e-maqam se guzar.