Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bheegi Bheegi Raaton Mein ::www.RAAG.ME::
Adnan Sami
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bheegee-bheegee raaton mein phir tum aao naa
Bheegee-bheegee raaton mein phir tum aao naa
Aisee barsaaton mein aao naa
Bheegee-bheegee raaton mein phir tum aao naa
Ho, bheegee-bheegee raaton mein phir tum aao naa
Aisee barsaaton mein aao naa
Ho, aisee barsaaton mein aao naa
Dhadkanon mein aa gaya hai
Ek nagmaa tere pyaar ka
Jaise koyi sur milaa ho
Dil ke taar se dil ke taar ka
Pal kee hansee mein, yoon hee dillagi mein
Ye dil gaya, hamein kya milaa hai?
Tumhein to mera dil bhee mil gaya
Leke pyaar aankhon mein, leke pyaar aankhon mein aao naa
Bheegee-bheegee raaton mein phir tum aao naa
Ho, bheegee-bheegee raaton mein phir tum aao naa
Aisee barsaaton mein aao naa
Ho, aisee barsaaton mein aao naa, aao naa
Aa rahee hain teri yaaden
Dil mera phir beqaraar hai
Tum milogee, haan, milogee
Dil ko mere aitbaar hai
Khulee hain ye baahen
Dekhen ye nigaahen rastaa tera
Zaraa muskura ke phir se dikhaa de vo hee ada
Ya to meri yaadon mein, ya to meri yaadon mein aao naa
Bheegee-bheegee raaton mein phir tum aao naa
Ho, bheegee-bheegee raaton mein phir tum aao naa
Aisee barsaaton mein aao naa
Ho, aisee barsaaton mein aao naa, aao naa
Laa laa laa