Hum Na Nakhat Hain Na Gul Hain
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Hum Na nakhat hain na Gul hain
Jo mehekte jayein
Aah ki Tarah jidhar jayein
Dehekte jayein
Hum Na nakhat hain na Gul hain
Jo mehekte jayein
Jo bhi aave hai
Vo nazdeek hi baithe hai tere
Hum Kahan tak tere pehlu se
Sarakte jayein
Hum Na nakhat hain na Gul hain
Jo mehekte jayein
Aah ki Tarah jidhar jayein
Dekhekte jayein
Gair ko Baar ho
Ghar me tere Subhan-allah
Aur hum door khade
Dar tera takte jayein
Hum Na nakhat hain na Gul hain
Jo mehekte jayein
Aah ki Tarah jidhar jayein
Dekhekte jayein.
Vakht ab vo hai ke
Bewajah khafa hoke Hasan
Yaar jave to khirad hosh sarakte jayein
Hum Na nakhat hain na Gul hain
Jo mehekte jayein
Aah ki Tarah jidhar jayein
Dekhekte jayein