Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum Se
Varun Jain
,
Raghav Chaitanya
,
Sachin‐Jigar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
♫
alag tujh mein asar kuch hai
ki dikhta nahin, magar kuch hai
alag tujh mein asar kuch hai
ki dikhta nahin, magar kuch hai
fida hoon main to ek nazar, bas ek nazar
bas ek nazar tak ke
lage bhi to ye aur kidhar, ab aur kidhar
dil sang tere lag ke
sahi wo bhi lage mujhko
galat tujh mein agar kuch hai
alag tujh mein asar kuch hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
♫♫♫
teri ye sohbat hui mujhe naseeb hai jab se
thoda to behtar, khuda qasam, hua hoon main mujhse
hai tu hi tu tasavvur mein
hai tu hi tu tasavvur mein
kahan apni khabar kuch hai
alag tujh mein asar kuch hai, ho
tum se kiran dhoop ki
tum se siyah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
tum se kiran dhoop ki
tum se siyah raat hai
tum bin main bin baat ka
tum ho tabhi kuch baat hai
karishme sach mein hote hain (tum se kiran dhoop ki)
is baat ki tu misaal hai (tum se siyah raat hai)
sawalon ka jawab hai (tum bin main bin baat ka)
ya khud hi tu ek sawal hai?
jitni bhi tareef karun main (tum se kiran dhoop ki)
wo kam hai (tum se siyah raat hai)
qasam se, tu kamaal hai (tum bin main bin baat ka)
tu kamaal hai (tum ho tabhi kuch baat hai)
tu kamaal hai
tu kamaal hai
(ki dikhta nahin, magar kuch hai)