Nouka Doobi (From "Lost")
Shreya Ghoshal • Shantanu Moitra
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Sheher Samundar Yeh Dil Ka Sheher Samundar
Do Kashtiyan Thi Tairti Yahan Ban Ke Humsafar
Kitna Haseen Dikhta Tha Woh Ishq Ka Manzar
Tabhi Waqt Ki Ek Aandhi Uthi, Aaya Bawandar
Khoya Mera Pyar Khoya, Khwaab Khoya, Nouka Doobi Re
Tera Mera Saath Chhoota Phir Bane Hum Ajnabi Re
Khoya Mera Chaand Khoya, Chaandni Ambar Se Tooti Re

Hum Dono Do Kinaare, Hum Paas Nahi Hain
Kaise Keh De Hum Juda Hain
Hum Door Nahi Hain
Hum Dono Do Kinaare, Hum Paas Nahi Hain
Kaise Keh De Hum Juda Hain
Hum Door Nahi Hain
Parchhaiyan Ban Door Reh Ke Saath Chalenge
Kabhi Aana Tum Khayaalon Me, Hum Baatein Karenge