Yaad - Encore
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Wo jo hum mein, tum mein qaraar tha
Tumhein yaad ho ke na yaad hoon
Wahi yaani vaada nibaah ka
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Mujhe sab hai yaad zara-zara
Tumhein yaad hoon ki na yaad hoon
Shaam-raatein, din-seher, saath beeta har peher
Hum to na bhulein hai, tumhein yaad ho
Na koi shikve-gile, kaafiye se the mile
Hum to na bhulein hai, tumhein yaad ho
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Kabhi hum mein, tum mein bhi chaah thi
Kabhi hum mein
Kabhi hum mein, tum mein bhi chaah thi
Kabhi hum se, tum se bhi raah thi
Kabhi hum bhi, tum bhi the aashna
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Mujhe sab hai yaad zara-zara
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Shaam-raatеin, din-seher, saath beeta har pehеr
Hum to na bhulein hai, tumhein yaad ho
Na koi shikve-gile, kaafiye se the mile
Hum to na bhulein hai, tumhein yaad ho
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Tumhein yaad ho ke na yaad ho
Yaad ho ke na yaad ho
Yaad ho ke na yaad ho
Yaad ho ke na yaad ho
Yaad ho ke na yaad ho