Skip to content

Jasmine

Umair & Talha Anjum
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Mashoor-e-zamana hai, teri jawani ye Tu sabki chahat hai, tujhay kya chahiye? Dil ko zakham hai mayassar Marham ka nahi hai tasawur Mein ukhra sa rehta hun aksar Be-dili ka ye kaisa tasalsal Meri raatein hain roshan aur din mein andhere hein Bhari mehfilon mein bhi hum kitnay akele hein Tu duniya ki ho hi gayi Muhabbat humari ab kho si gayi Tujhay dhundhunga itni shiddat se mein Mujhay thori muddat tu de tou sahi Jaisay raat ki raani Mehek uthe samaa Tu khile jahaan Chaand ki tarah Roshni lutati phire wahan Jaisay raat ki raani Teri chahatein, sohbatein Kya hi raunaqein Tujhko chhu le jo woh tou jal hi gaya Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi tou chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi tou chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf Woh tera chale aana Woh mera muskurana Ab kahan woh riwayat Ab kahan woh zamana Tera aankhon se pilana Girake phir uthana Na raha woh suroor Na mile woh mehkhana Na, Na! O jaanam! Through the pain, and the fame, and the stardom Khudsay hi nahi rahay aazaad hum Khud ko karenge khud hi barbaad hum Jab aayi teri yaad ab Toh khol leta hun wahi kitaab ab Phir karta hun wahi mein hisaab ab Bhala chaand ke bhi gin sakenge dhaag hum O jaanam Jaisay raat ki raani Mehek uthe samaa Tu khile jahaan Chaand ki tarah Roshni lutati phire wahan Jaisay raat ki raani Teri chahatein, sohbatein Kya hi raunaqein Tujhko chhu le jo woh tou jal hi gaya Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi tou chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf Jaisay raat ki raani Teri chaandni hi tou chahte sab Jaisay raat ki raani Sab khinchte jaayen teri taraf