Tere is Jahan Mein
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Tere Is Jahan Main Ey Khuda
Woh Nahi To Lagta Hai Kuch Nahi
Nahi Ho Ke Bhi Hai Woh Her Jagah
Karon Kyun Yakeen Ke Woh Ab Nahi
Tere Is Jahan Main Ae Khuda
Woh Nahi To Lagta Hai Kuch Nahi
Nahi Ho Ke Bhi Hai Woh Her Jagah
Karon Kyun Yakeen Ke Woh Ab Nahi
Tere Is Jahan Main Ae Khuda
Hai Udas Tere Bina Shehar
Tujhe Yaad Karte Hain Raaste
Hai Woh Log Apnay Gharon Main Band
Jo Nikaltay The Tere Waste
Baharein Jawani Kahan Gayae
Thi Abhi Khizan Ki Rut Nahi
Tere Is Jahan Main Ae Khuda
Woh Nahi To Lagta Hai Kuch Nahi
Sab Jeete Hain Yahan Zindigi
Tujhe Zindigi Ne Jiya Magar
Tha Woh Rab Bhi Tanha Tere Bina
To Bana Liya Tujhe Hum Safar
Tujhe Chheen Laon Khuda Se Main
Koi Us Ka To Tujh Pe Haq Nahi
Tere Is Jahan Main Ae Khuda