Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Agar Ho Tum
Tanishk Bagchi
Popularity ยท Low
+
๐ณ๐ฌ Hausa ยท Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Agar ho tum toh main khud ko bhula doon
Tere khwaabon, khayaalon mein yoon hi main behta rahoon
Agar ho tum toh hai phir kehna kya?
Tere vaadon, iraadon mein yoon hi main udta rahoon
Zamaane bhar ki khushiyon ko
Tere daaman mein bhar doonga
Tu maange ek sitaara, chaand main
Tere haath mein rakh doonga
Agar ho tum toh darna kya? Haan
Hai tera, hai mera, humara ye saara jahaan
Agar ho tum toh saath Khuda, haan
Hai tera, hai mera, humara ye saara jahaan
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
ย
Kitne siyaane dekhe, kitne deewaane dekhe
Dil ke thikaanon mein, haan, tum sa nahin dekha
Dil ke fasaanon mein, sohni mahiwaalon mein
Dil ne jahaan dekha, haan, tum sa nahin dekha
Zamaane bhar ki mohabbat ko
Haan, tere naam main kar doonga
Tu keh de ik dafa toh, baahon mein
Tujhe aaj main bhar loonga
Agar ho tum toh darna kya? Haan
Hai tera, hai mera, humara ye saara jahaan
Agar ho tum toh saath Khuda, haan
Hai tera, hai mera, humara ye saara jahaan
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
Apna pata na paaun
Jaanoon na kahan main jaaun
Ik tere bin, oh maahi, mera aur kya? Haan
Nainon mein tujhko bhar loon
Khud ko main qaabil kar loon
Ik tere bin, oh maahi, mera aur kya?
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
Agar ho tum, agar ho tum
ย