Mhare Hiwra Main Nache Mor - From "Hum Saath-Saath Hain"
Hariharan, Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy & Alka Yagnik
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Mhare Hiwda Mein
Mhare Hiwda Mein Nache Mor Tak Thaiya Thaiya
Bhawre Ne Machaya Shor Khili Dil Ki Kaliyan
Badla Mausam, Badle Nazare Ya Badla Hai Nazariya
Ho Mhare Hiwda Mein Nache Mor Tak Thaiya Thaiya
Bhawre Ne Machaya Shor Khili Dil Ki Kaliyan
Badla Mausam, Badle Nazare Ya Badla Hai Nazariya
Mhare Hiwda Mein Nache Mor Tak Thaiya Thaiya
Bhawre Ne Machaya Shor Khili Dil Ki Kaliyan
Tu Nayi Naveli Dulhan Hai
Tera Roop Pyar Ka Darpan Hai
Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo...
Tu Nayi Naveli Dulhan Hai
Tera Roop Pyar Ka Darpan Hai
Tere Mehndi Se, Tere Gajre Se
Mehka Mehka Mera Jeevan Hai
Mere Sawalon Ka Jawaab Banke Tu Aayi Sajaniya
Ho Mhare Hiwda Mein
Mhare Hiwda Mein Nache Mor Tak Thaiya Thaiya
Aisi Bandhi Pyar Ki Dor Hui Main Banwariyan
Badla Mausam, Badle Nazare Ya Badla Hai Nazariya
Mhare Hiwda Mein Nache Mor Tak Thaiya Thaiya
Bhawre Ne Machaya Shor Khili Dil Ki Kaliyan
Yeh Pyar Ka Sawaan Aaya Hai
Sang Preet Ka Mausam Laya Hai
Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo Oo...
Yeh Pyar Ka Sawaan Aaya Hai
Sang Preet Ka Mausam Laya Hai
Joh Dil Mein Chupake Rakha Tha
Woh Raaz Labon Par Aaya Hai
Dil Mein Basake Apna Banake Le Chaloon Prem Nagariya
Mhare Hiwda Mein
Mhare Hiwda Mein Nache Mor Tak Thaiya Thaiya
Chahe Le Jaao Jis Ore Sang Chaloongi Saiyan
Badla Mausam, Badle Nazare Ya Badla Hai Nazariya
Mhare Hiwda Mein Nache Mor Tak Thaiya Thaiya
Bhawre Ne Machaya Shor Khili Dil Ki Kaliyan
Yeh Chand Sitaron Ki Baarat
Layi Hai Ghadi Suhani
La La La La La La La La La La La La...
Yeh Chand Sitaron Ki Baarat
Layi Hai Ghadi Suhani
Kya Baat Hai Mere Saath Hai
Mere Sapno Ki Rani
Barson Sataya Tune Chain Churaya Main Aaj Na Chhodu Baiyan
Haan Haan
O Ho
Hmm Hmm
Ha Ha Ha